SEARCH RESULTS
Showing search results for "लगना"
Ghazal MATCHES FOR "लगना"
Ghazal
mai.n jis sukuun se baiThaa huu.n is kinaare par
sukuu.n se lagtaa hai meraa qayaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Ghazal
KHvaab me.n bhii merii zanjiir-e-safar kaa jaagnaa
aa.nkh kyaa lagnaa ki ik saudaa-e-sar kaa jaagnaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
tamaam tiir-o-tabar kyaa mire liye hii hai.n
mujhii pe lagnaa hai duniyaa kaa har nishaana kyaa
Alok Mishra
Ghazal
baGair patvaar mo.ajiza hogaa paar lagnaa
ye lahr par hai kidhar safiina ravaa.n karegii
Nadir Areez
Ghazal
jii na lagnaa thaa hasrato.n ke baGair
KHush hu.aa dil saheliyaa.n aa.ii.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
pyaas lagnaa thii lagii sarshaar honaa thaa hu.e
ham ko Garqaab-e-saraab-e-daar honaa thaa hu.e
Khalid Ahmad
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Wazir Agha
Ghazal
tiir ko.ii aa ke lagnaa thaa hamaarii piiTh me.n
ham ko honaa thaa nishaana ham nishaana ho ga.e
Rahul Jha
Ghazal
haq agar puuchho to ejaaz-e-sar-e-mansuur thaa
varna lagnaa thaa ta.ajjub phal kaa naKHl-e-daar par
Shah Naseer
Ghazal
aisaa lagnaa ki ye aa.nkhe.n to barastii hii nahii.n
sail-e-Gam se magar andar ko.ii jal-thal rakhnaa
Khalid Mahmood Zaki
Ghazal
ik zaraa aa.nkho.n pe chashma lagnaa baaqii thaa mirii
saaf us ke baa'd to har ek chehra ho gayaa
Asad Bijnori Alig
Ghazal
lagtaa hai ye KHush-fahmii haqiiqat bhii banegii
paa.e.nge sazaa chauk me.n Gaddaar kisii din
Syed Zia Husain
Ghazal
dard-e-dil dard-e-jigar achchhaa lagaa
lams-e-dast-e-chaara-gar achchhaa lagaa
Tabish Dharam Koti
Ghazal
paanaa tamaam 'umr hai khonaa tamaam 'umr
yuu.nhii lagaa rahegaa tamaasha tamaam 'umr