SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर-ए-नियाज़"
Ghazal MATCHES FOR "सर-ए-नियाज़"
Ghazal
sar-e-niyaaz jhukaanaa ko.ii mazaaq nahii.n
anaa-e-qalb miTaanaa ko.ii mazaaq nahii.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
sar-e-niyaaz vo saudaa nazar nahii.n aataa
vo jaisaa pahle thaa vaisaa nazar nahii.n aataa
Najeeb Ahmad
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
hariim-e-naaz kahaa.n aur sar-e-niyaaz kahaa.n
kahaa.n kaa sajda kise hosh hai namaaz kahaa.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
nigah gustaaKH tevar tund kaun aayaa sar-e-mahfil
'niyaaz' aate hii tere fikr sab ko ho ga.ii apnii
Niyaz Haidar
Ghazal
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
jabiin-e-shauq ko aasuudgii nasiib hu.ii
sar-e-niyaaz ko jab teraa aastaana milaa
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
mujhe riyaazat-o-taa.at par e'timaad nahii.n
sar-e-niyaaz miraa teraa aastaana hai
Mahaveer Parshad Anjum
Ghazal
kyaa Gazab hai ki mausam-e-gul me.n
KHushk barg-o-samar kii baat chalii
Niyaz Ali Niyaz Qaisri
Ghazal
umiid-o-yaas ke ghar me.n rahaa qayaam apnaa
chale safar pe to ummiid-e-vaapsii na rahii
Niyaz Ali Niyaz Qaisri
Ghazal
saamne ruu-e-yaar ho sajde me.n ho sar-e-niyaaz
yuu.nhii hariim-e-naaz me.n aaTho.n pahar namaaz ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
har manzar-e-bahaar me.n teraa jamaal hai
vahshat sar-e-niyaaz jhukaa.e kahaa.n kahaa.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
kisii ke naaz kii tasviir khi.nchtii jaatii hai
sar-e-niyaaz ham apnaa jhukaa.e jaate hai.n
Bedil Azimabadi
Ghazal
'farruKH' agar hai naasiya-saa.ii kaa hausla
pahle sar-e-niyaaz to paidaa kare ko.ii
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
sar-e-niyaaz jhukaanaa mohabbate.n denaa
ye buz-dilii nahii.n dar-asl KHaaksaarii hai
Mohammad Azhar Shams
Ghazal
ab inqilaab-e-dahr kii baate.n kahaa.n 'niyaaz'
jis fikr-o-fan pe naaz thaa kab kaa badal gayaa