SEARCH RESULTS
Showing search results for "हैसियत-ए-सानवी"
Ghazal MATCHES FOR "हैसियत-ए-सानवी"
Ghazal
usii ko aayaa sar aa.nkho.n pe baiThne kaa hunar
jo apnii haisiyat-e-saanavii se KHush na hu.aa
Raoof Khair
Ghazal
'saanii'-e-zaar tuu ab aur karegii kyaa kyaa
aastaane pe musalsal to jabii.n-saa.ii hai
Zareena Sani
Ghazal
be-baal-o-par huu.n raas na aa.egii ye fazaa
'saanii' qafas se apne rihaa.ii na de mujhe
Zareena Sani
Ghazal
likhaa qismat kaa bhii vo maa.n kii du.aa se 'saanii'
sach hai ye baat ki allaah badal detaa hai
Imran Sani
Ghazal
jis ke karam ne 'saanii' ko baKHshii hai.n jur.ate.n
iz.haar-e-mudda'aa me.n jhijak bhii usii kii hai
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
Mahender Kumar Sani
Ghazal
gunaah kyaa hai jo dil se aziiz rakhte hai.n
bane ho yuusuf-e-saanii to chaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n din ko shab se bhalaa kyuu.n alag karuu.n saanii
ye tiirgii bhii to ik raushnii kaa hissa hai
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Thahar ke dekh gha.Dii-bhar ke vaaste 'saanii'
maqaam kyaa hai jahaa.n ye jahaa.n Thahartaa hai
Mahender Kumar Sani
Ghazal
ek maujuud kii nisbat se hai ye saaraa vujuud
kisii avval kaa nahii.n ko.ii nishaa.n saanii me.n
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Thahar ke dekh gha.Dii bhar ke vaaste 'saanii'
maqaam kyaa hai jahaa.n ye jahaa.n Thahartaa hai
Mahender Kumar Sani
Ghazal
'saanii' sa.nbhal ki KHatre me.n hai ab tiraa vujuud
ye kaun tere jism me.n jaa.n ho rahaa hai dekh
Mahender Kumar Sani
Ghazal
suukhaa hu.aa daraKHt vujuud me.n ek numuud hii hai
aise hii 'saanii'-e-sahraa ko jaano shaadaab
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Mahender Kumar Sani
Ghazal
kitne kaam karne hai.n imtihaa.n guzarne hai.n
jii rahe ho tum 'saanii' kis fareb-e-fursat me.n