SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-afroz"
Ghazal MATCHES FOR "aatish-afroz"
Ghazal
jumbish-e-abruu-o-mizhgaa.n kai KHunuk saa.e me.n
aatish-afroz junuu.n-KHez sharar-baar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jab apnaa saaya hii dushman hai kyaa kiyaa jaa.e
yahii to zehn kii uljhan hai kyaa kiyaa jaa.e
Afroz Alam
Ghazal
guzar gayaa hai vo sailaab-e-aatish-e-imroz
baGair KHema o KHaashaak ko gazand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
aatish-afrozi-e-yak-shola-e-iimaa tujh se
chashmak-aaraa.i-e-sad-shahr charaaGaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
soch apnii badal rahaa huu.n mai.n
kaf-e-afsos mal rahaa huu.n mai.n
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
lab par jo mire aah-e-Gam-aaluud nahii.n hai
iz.haar-e-mohabbat mujhe maqsuud nahii.n hai
Joshish Azimabadi
Ghazal
dekhiye haalaat ke jogii kaa kab TuuTe sharaap
shaayad ab is ahd me.n us se na ho meraa milaap
Fasih Akmal
Ghazal
taa kujaa afsos-e-garmii-haa-e-sohbat ai KHayaal
dil ba-soz-e-aatish-e-daaG-e-tamannaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har ik kamaal ko dekhaa jo ham ne ruu ba-zavaal
sisak ke rah ga.ii siine me.n aarzuu-e-kamaal
Haneef Kaifi
Ghazal
aatish-e-ishq me.n kyaa kyaa nahii.n jalte dekhaa
dil to kyaa chiiz hai lohe ko pighalte dekhaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Saqib Humraaz
Ghazal
ham kisii kii bhii kabhii aa.nkh ke taare na hu.e
jin ko chaahaa thaa bahut vo bhii hamaare na hu.e
Sardar Khan Soz
Ghazal
jal gayaa saaraa asaasa paa.ii paa.ii jal ga.ii
bach gayaa meraa hunar saarii kamaa.ii jal ga.ii
Sayeed Ahsan
Ghazal
pindaar-e-shab-e-Gam kaa darbaar salaamat hai
par sham-e-farozaa.n kaa inkaar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
ham jale.n aatish-e-furqat se magar sad afsos
baar paa.e tirii KHalvat me.n ba-dastuur charaaG