SEARCH RESULTS
Showing search results for "anfaas"
Ghazal MATCHES FOR "anfaas"
Ghazal
mile hai.n yuu.n to bahut aa.o ab mile.n yuu.n bhii
ki ruuh garmi-e-anfaas se pighal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
ham ko anfaas kii apne hai imaarat karnii
is imaarat kii labo.n par tire buniyaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
pal-bhar me.n us kii shakl na aa.ii agar nazar
yak-dam ulajh ke rishta-e-anfaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
anfaas se aatii hu.ii ik narm sii KHushbuu
simTaa hu.aa ho.nTo.n me.n mudaaraat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
naujavaanii ga.ii anfaas kii KHushbuu na ga.ii
phuul murjhaa.e magar baad-e-sahar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
baat kartaa huu.n to lafzo.n se mahak aatii hai
ko.ii anfaas ke parde me.n chhupaa hai kab se
Amjad Islam Amjad
Ghazal
shaamil-e-anfaas the naGmaat-e-aish-o-imbisaat
zindagii ke saaz kaa har zer-o-bam shaahaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
juz mire rishta-e-anfaas-e-girah-giir me.n kaun
guhar-e-ashk-e-sharar-baar piro saktaa hai
Tahseen Firaqi
Ghazal
aflaak bajaa.e.nge saaz apne sitaaro.n kaa
gaa.e.nge bahut lamhe anfaas-e-sharar le kar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
har dam tire anfaas kii garmii kaa gumaa.n hai
har yaad tirii yaad ke phuulo.n me.n basii hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Amardeep Singh
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
to phir mai.n kyaa agar anfaas ke sab taar gum us me.n
mire hone na hone ke sabhii aasaar gum us me.n