SEARCH RESULTS
Showing search results for "anfaas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "anfaas"
Ghazal
mile hai.n yuu.n to bahut aa.o ab mile.n yuu.n bhii
ki ruuh garmi-e-anfaas se pighal jaa.e
Obaidullah Aleem
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
to ek ik harf jii uThegaa
pahan ke anfaas kii qabaa.e.n
Ahmad Faraz
Nazm
hiras
raat kii sard KHamoshii me.n har ik jho.nke se
tere anfaas tire jism kii aa.nch aatii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham ko anfaas kii apne hai imaarat karnii
is imaarat kii labo.n par tire buniyaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
pal-bhar me.n us kii shakl na aa.ii agar nazar
yak-dam ulajh ke rishta-e-anfaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
PAGE MATCHES FOR "anfaas"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "anfaas"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Nazm
ek taswir-e-rang
ziist ehsaas bhii hai shauq bhii hai dard bhii hai
sirf anfaas kii tartiib kaa afsaana nahii.n
Sahir Ludhianvi
Sher
asar ye tere anfaas-e-masiihaa.ii kaa hai 'akbar'
allahabad se la.ngDaa chalaa lahore tak pahu.nchaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Azm Bahzad
Nazm
masjid
aur jaate hu.e suuraj ke vidaa.ii anfaas
raushnii aa ke dariicho.n kii bujhaa jaate hai.n
Akhtarul Iman
Ghazal
anfaas se aatii hu.ii ik narm sii KHushbuu
simTaa hu.aa ho.nTo.n me.n mudaaraat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Nazm
visal
us ke inkaar pe bhii phuul khile rahte the
us ke anfaas se bhii sham.a jalii jaatii thii