SEARCH RESULTS
Showing search results for "anfaas"
Nazm MATCHES FOR "anfaas"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
to ek ik harf jii uThegaa
pahan ke anfaas kii qabaa.e.n
Ahmad Faraz
Nazm
hiras
raat kii sard KHamoshii me.n har ik jho.nke se
tere anfaas tire jism kii aa.nch aatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek taswir-e-rang
ziist ehsaas bhii hai shauq bhii hai dard bhii hai
sirf anfaas kii tartiib kaa afsaana nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid
aur jaate hu.e suuraj ke vidaa.ii anfaas
raushnii aa ke dariicho.n kii bujhaa jaate hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
visal
us ke inkaar pe bhii phuul khile rahte the
us ke anfaas se bhii sham.a jalii jaatii thii
Mustafa Zaidi
Nazm
gautam-budh
barf-zaaro.n ko tire anfaas ne garmaa diyaa
tere istiGnaa ne taKHt-e-saltanat Thukraa diyaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
zaifa
baam-o-dar par maut kaa parcham hai lahraayaa hu.aa
aa rahii hai har qadam par buu-e-anfaas-e-vabaa
Josh Malihabadi
Nazm
maut
aur sarmaaya-e-anfaas pareshaa.n na rahaa
mere siine me.n ulajhne lagii fariyaad mirii
Akhtarul Iman
Nazm
etiraf
zindagii vaqt ke sahraa kii alamnaak sumuum
tere anfaas kii mahkaar me.n Dhal jaa.egii
Naresh Kumar Shad
Nazm
qaid
jhilmilaa jaatii hai anfaas kii lau
jaag uThtii hai mirii sham-e-shabistaan-e-KHayaal
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
mirza-ghaalib
ruuh mutlaq jazb thii goyaa tire ehsaas me.n
quds ke naGme nihaa.n the parda-e-anfaas me.n
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
meri shaeri aur naqqad
ki nahii.n hai mire anfaas me.n buu-e-mai-e-jaam
chaman-e-dahr kii taqdiir ki mai.n huu.n vo ghaTaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
targhib
raat kii taariikiyaa.n dil ke lahuu se laala-zaar
ek soz-e-aarzuu anfaas me.n rachtaa hu.aa