SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahr-e-maslahat"
Ghazal MATCHES FOR "bahr-e-maslahat"
Ghazal
hai iztiraab faaqe me.n uTh baiTh bahr-e-quut
zaahid kujaa o roza kujaa o kujaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ek jalva to bhalaa aur bhii vaqt-e-ruKHsat
bahr-e-gul baad-e-bahaarii ko.ii jho.nkaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bayaan-e-malaahat kiyaa chaahtaa huu.n
suKHan me.n namak kaa mazaa chaahtaa huu.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' rahm khaa.egaa vo rone par zaruur
dho rakhiye apne mu.nh ko zaraa chashm-e-tar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' bar-o-bahar me.n gardish rahe ham ko
qismat ne baguulaa tujhe girdaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
haath aa.egaa muqarrar vo Gazaal-e-vahashii
'bahr' chartii hai kahaa.n aql zaraa hosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ajab nahii.n gul-e-ruKHsaar sausanii ho jaa.e.n
bahaar-e-husn ko hai aafat-e-KHizaanii dhuup
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ta.Dap dikhaa na ise 'bahr' maahii-e-dil kii
Gazab hu.aa jo vo taar-e-nigaah shast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dar-o-baam kaa 'bahr' KHvaahaa.n nahii.n mai.n
mire aashiyaane me.n saayaa to hotaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
'bahr' apnii apnii qismat hai ba-shakl-e-mehr-o-maah
zar use baKHshaa use kaasa diyaa KHairaat kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
'bahr' ayyaam-e-judaa.ii me.n na kap.De phaa.Do
ye samajh lo ki shab-e-vasl ke kaffaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
baar-e-firaunii pe terii zulf agar baa.ndhe kamar
azhdar-e-muusaa ke tausan par ho kuu.Daa saa.np kaa