SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakte"
Ghazal MATCHES FOR "bakte"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bachte nahii.n muvaaKHaza-e-roz-e-hashr se
qaatil agar raqiib hai to tum gavaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
phir hu.aa vaqt ki ho baal-kushaa mauj-e-sharaab
de bat-e-mai ko dil-o-dast-e-shanaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
baKHt-e-siyah ne der me.n kal yaavarii sii kii
thii dushmano.n se us ko la.Daa.ii tamaam shab
Meer Taqi Meer
Ghazal
zaahir hai ham se kulfat-e-baKHt-e-siyaah-roz
goyaa ki taKHta-e-mashq hai.n KHat-e-Gubaar ke
Mirza Ghalib
Ghazal
luu.n vaam baKHt-e-KHufta se yak-KHvaab-e-KHush vale
'Gaalib' ye KHauf hai ki kahaa.n se adaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aayaa hai yaar faatiha pa.Dhne ko qabr par
bedaar baKHt-e-KHufta hai KHvaab-e-giraa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
baKHt-e-be-daar se vo chaa.nd mire haath aayaa
aasmaa.n tak hai.n mire dast-nigar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
raat sohbat gul se din ko ham-baGal KHurshiid se
rashk agar kiije to rashk-e-baKHt-e-shabnam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaraa mujh se bachte raho paarsaa.o
kahii.n tum ko chhuu le na merii KHaraabii
Nazeer Banarasi
Ghazal
kyaa ro.uu.n KHiira-chashmii-e-baKHt-e-siyaah ko
vaa.n shaGl-e-surma hai abhii yaa.n sail Dhal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
har vaqt miyaa.n KHuub nahii.n gaaliyaa.n denii
kyaa bakte ho tum yaava zabaa.n apnii sa.nbhaalo