SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekasii"
Ghazal MATCHES FOR "bekasii"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
nashtar-ba-dast shahr se chaaragarii kii lau
ai zaKHm-e-be-kasii tujhe bhar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
be-dimaaG-e-KHajlat huu.n rashk-e-imtihaa.n taa-kai
ek bekasii tujh ko aalam-aashnaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ha.nste jo dekhte hai.n kisii ko kisii se ham
mu.nh dekh dekh rote hai.n kis be-kasii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
ro.ii hai saarii raat a.ndhere me.n be-kasii
aa.nsuu bhare hu.e hai.n charaaG-e-mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
aa.e hai bekasii-e-ishq pe ronaa 'Gaalib'
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-balaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
hai 'asad' begaana-e-afsurdagii ai bekasii
dil z-andaaz-e-tapaak-e-ahl-e-duniyaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Daalaa na be-kasii ne kisii se mu.aamla
apne se khii.nchtaa huu.n KHajaalat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
bekasii-haa-e-shab-e-hijr kii vahshat hai hai
saaya KHurshiid-e-qayaamat me.n hai pinhaa.n mujh se