SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekasii"
Nazm MATCHES FOR "bekasii"
Nazm
ramaen ka ek sin
iz.haar-e-be-kasii se sitam hogaa aur bhii
dekhaa hame.n udaas to Gam hogaa aur bhii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
goristan-e-shahi
charKH-e-be-anjum kii dahshatnaak vus.at me.n magar
bekasii is kii ko.ii dekhe zaraa vaqt-e-sahar
Allama Iqbal
Nazm
ain-mumkin hai
bebasii aur be-kasii ke sivaa
apne aa.ngan me.n kuchh nahii.n rakhte
Arslan Abbas
Nazm
main aa raha hun
vo be-kasii me.n qadam uThaanaa
vo hasrat-e-guftuguu me.n tere
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
aap-biti
be-kasii raKHt-e-safar ban kar mire saath chalii
yaad aa.ii thii mujhe gaa.nv kii ek ek galii
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
africa come-back
aa jaa.o mai.n ne noch diyaa be-kasii kaa jaal
''aa jaa.o africa''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri raat
dikhaa dii aag aivaano.n ko mazluumii kii aaho.n ne
uThaa.e shola-haa-e-aatshii.n bekas nigaaho.n ne
Hafeez Jalandhari
Nazm
aaj aur kal
bekasii garm nigaaho.n ko jhulas detii hai
dil kisii sho.ala-e-zartaab se phuk jaate hai.n
Qateel Shifai
Nazm
abhi to main jawan hun
javaan ho to be-kasii se mar rahe ho kis liye
uruus-e-nau kii tarah tum sa.nvar rahe ho kis liye
Akhtar Payami
Nazm
mazdur
dekh ai qaaruun-e-aazam dekh ai sarmaaya-daar
naa-muraadii kaa muraqqa.a be-kasii kaa shaahkaar
Seemab Akbarabadi
Nazm
diwar se guftugu
kabhii bekasii ko pukaarte hai.n shajar hajar
mire paas kuchh bhii nahii.n magar
Mahboob Khizan
Nazm
watan aazad karne ke liye
KHirman-e-aadaa pe ab bijlii giraane ke liye
ahl-e-zar kii be-kasii par muskuraane ke liye
Altaf Mashhadi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
bekasii chhaatii hai taqdiir phirii jaatii hai
qaum ke haath se talvaar girii jaatii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
meri taswir
mirii tasviir me.n kab zindagii hai
saraapaa Gam saraapaa bekasii hai