SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhigone"
Ghazal MATCHES FOR "bhigone"
Ghazal
bahaana Dhuu.nDte rahte hai.n ko.ii rone kaa
hame.n ye shauq hai kyaa aastii.n bhigone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
ai ret ke zarre tiraa ehsaan bahut hai
aa.nkho.n ko bhigone ke bahaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
thii pyaas to vahii.n kii vahii.n aur mai.n vahaa.n
KHush thaa zaraa saa ho.nT bhigone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
lahr thii kaisii mujhe bha.nvar me.n le aa.ii
nadii kinaare haath bhigone vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
bahut zaraa sii os bhigone ko mere
bahut zaraa sii aa.nch, pighalne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Ejaaz tawakkal
Ghazal
bhuul paa.e na tujhe aaj bhii rone vaale
tuu kahaa.n hai mirii aa.nkho.n ko bhigone vaale
Ajay Sahaab
Ghazal
aayaa jo mire paas mire ho.nT bhigone
vo ret kaa dariyaa thaa mirii pyaas nahii.n thaa
Naqsh Layalpuri
Ghazal
kitnaa shaffaaf chamaktaa hu.aa din thaa jis kii
dhuup thii pyaar kii baarish me.n bhigone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
zaraa sii baat pe aa.nkhe.n bhigone lagte the
hamaare jaise KHushii me.n bhii rone lagte the
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
pahu.nch to jaa.uu.ngaa aab-e-hayaat tak lekin
zabaa.n bhigone se pahle hii mar chukaa huu.ngaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
ye dekhnaa hai ki baarii mirii kab aa.egii
kha.Daa huu.n saahil-e-dariyaa pe lab bhigone ko
Salim Saleem
Ghazal
ik KHvaab ki jo aa.nkh bhigone ke liye hai
ik yaad ki siine me.n chubhone ke liye hai
Haider Qureshi
Ghazal
lagaa ke zaKHm bahaane chalaa hai ab aa.nsuu
rukaa hai KHuun kahii.n paTTiyaa.n bhigone se
Muzaffar Warsi
Ghazal
kyaa milegaa tujhe zardaar se nafrat ke sivaa
pairahan apnaa pasiine me.n bhigone vaale
Mayank Akbarabadi
Ghazal
KHushk palko.n ko tire dar pe bhigone aayaa
ek muddat se jo royaa na thaa rone aayaa