SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhigone"
Nazm MATCHES FOR "bhigone"
Nazm
holi
das biis gul-ruKHo.n ko hamraah apne le kar
yuu.n hii.n bhigone mujh ko vo KHush-jamaal aayaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
kavvaa sunte hii ye baat rone lagaa
apne par aa.nsu.o.n se bhigone lagaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
jashn
'haalii'-o-'josh'-o-'iqbaal' bhii dekhiye
KHushk suuraj ke lab ko bhigone kaa fan
Misdaque Azmi
Nazm
kahin chand aangan mein
samaa.at ke pyaase badan ko bhigone lagii hai
rago.n me.n ajab raushnii bhar ga.ii hai
Narjis Afroz Zaidi
Nazm
jugnu
tulii ghaTaa ke tale bhiige bhiige patto.n se
harii harii ka.ii chi.ngaariyaa.n sii phuuT pa.Dii.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
roTii ke naach to hai.n sabhii KHalq me.n pa.De
kuchh bhaa.nD bhiigte ye nahii.n phirte naachte
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nama-e-jaanan
na kisii satr pe bhiige hu.e kaajal kii lakiir
na kahii.n zikr judaa.ii kaa na diidaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
raat sunsan hai
chaa.ndnii khul ke nikhar aa.ii hai darvaaze par
os se bhiigte jaate hai.n puraane gamle
Mustafa Zaidi
Nazm
barsat ki bahaaren
gulzaar bhiigte hai.n sabze nahaa rahe hai.n
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
maut
aa.nsuu.o tum ne to bekaar bhigoyaa daaman
apne bhiige hu.e daaman ko sukhaa luu.n to chaluu.n
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
pand-nama
sirf nashshe kii bhiigne de mase.n
in ko ban.ne na de kabhii mo.nchhe.n