SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulaate"
Ghazal MATCHES FOR "bulaate"
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
roz hii saa.e bulaate the hame.n apnii taraf
roz ham dhuup kii shiddat se milaa karte the
Ramzi Asim
Ghazal
ham ko jab aap bulaate hai.n chale aate hai.n
aap bhii to kabhii aa jaa.iye bulvaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
yahaa.n vahaa.n se kinaare mujhe bulaate rahe
magar mai.n vaqt kaa dariyaa thaa aur bahaav me.n thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bazm-e-dushman me.n bulaate ho ye kyaa karte ho
aur phir aa.nkh churaate ho ye kyaa karte ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
un ko 'haalii' bhii bulaate hai.n ghar apne mehmaa.n
dekhnaa aap kii aur aap ke ghar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
umiide.n jaagtii rahtii hai.n sotii rahtii hai.n
dariiche sham.a jalaate bujhaate rahte hai.n
Alam Khursheed
Ghazal
ye miraa vahm hai yaa mujh ko bulaate hai.n vo log
kaan bajte hai.n ki mauj-e-guzaraa.n boltii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
vo janam-din pe bulaate hai.n hamesha mujh ko
har nayaa saal ba-andaaz-e-visaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
ab samjhe ki yuu.n ham ko bulaate na kabhii tum
gar aap kii mahfil kaa ye naqshaa nahii.n hotaa