SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashmii"
Ghazal MATCHES FOR "chashmii"
Ghazal
KHush-chashmii aahu.o.n kii vo bhuule jahaan me.n
dekhe jo aa.nkh nargis-e-shahlaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ham se ham-chashmii anal-haq ko kahaa.n maqduur hai
ashk har yak-daar mizhgaa.n par mire mansuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa ro.uu.n KHiira-chashmii-e-baKHt-e-siyaah ko
vaa.n shaGl-e-surma hai abhii yaa.n sail Dhal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
haa.e re hasrat-e-diidaar mirii haa.e ko bhii
likhte hai.n haa-e-do-chashmii se kitaabat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tuu niind me.n bhii merii taraf dekh rahaa thaa
sone na diyaa mujh ko siyah-chashmi-e-shab ne
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kare.n hai.n daa'vaa KHush-chashmii-e-aahuuvaan-e-dast
Tak ek dekhne chal malak un ga.nvaaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
nargis ab ham se na kar daava-e-ham-chashmii tuu
kis kii nargis kaa mai.n biimaar huu.n allaah allaah
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ham chashmii terii chashm se kartaa hai ye baadaam
us ko ko.ii patthar se kuchal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
terii chashm o zulf se saudaa-e-ham-chashmii kiyaa
ai sanam baadaam-e-chashm-e-aahuu-e-taataar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
qaabil-e-chasm-numaa.ii hai tuu ai tifl-e-sarishk
abtar itnaa bhii na ho naashudanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
de hai ham-chashmii us se phir KHurshiid
kyaa bhalaa us ke mu.nh pe naak nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jis me.n mazmuun raqam thaa tirii KHush-chashmii kaa
to usii sher pe ustaad ne bhii saad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kab use diida-e-tar daava-e-ham-chashmii hai
aaTh aaTh aa.nsuu na tum abr-e-bahaarii ko rulaa.o