SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaku"
Ghazal MATCHES FOR "daaku"
Ghazal
luTere Daaku bhii apne pe naaz karne lage
unho.nne aaj jo santo.n kaa aacharan dekhaa
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Zafar Kamali
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
vo ehtiraam-e-masjid-o-mandir kahaa.n ga.e
ye saadhuu.o.n ke bhes me.n Daaku kahaa.n se aa.e
Shamsuddin Ejaz
Ghazal
Ashraf Yaqubi
Ghazal
Bartar Madrasi
Ghazal
vo jis ko ham masiihaa jaante hai.n
ye Daakuu thaa nigahbaanii se pahle
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
dekhaa jise bhii us kii mohabbat me.n mast thaa
jaise tamaam shahr ho daaruu piye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ai chaaragaro chaaragarii kii nahii.n haajat
ye dard hii daaruu-e-shifaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
har ik maqaam se aage guzar gayaa mah-e-nau
kamaal kis ko mayassar hu.aa hai be-tag-o-dau
Allama Iqbal
Ghazal
rog bhii tuu ne lagaayaa hai anokhaa 'shahzaad'
ab kahaa.n se tire is dard kaa daaruu aa.e
Shahzad Ahmad
Ghazal
is umr me.n milte hai.n kab yaar nashe jaise
daaruu kii tarah tiikhe kokiin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
aaKHir to roze aa.e do-chaar roz ham bhii
tarsaa bacho.n me.n jaa kar daaruu piyaa kare.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHat likh ke aaj Daak pe pahu.nche.nge yaar ko
pahu.nchaa.egaa hamaaraa payaam-o-salaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
aashiqo.n ke liye hai daar hii daaru-e-shifaa
ishq kii tib me.n davaa naam hai biimaarii kaa