SEARCH RESULTS
Showing search results for "darakhshaan"
Ghazal MATCHES FOR "darakhshaan"
Ghazal
mai.n to us sub.h-e-daraKHshaa.n ko tava.ngar jaanuu.n
jo mire shahr se kashkol-e-gadaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
jis nuur se hai shahr kii diivaar daraKHshaa.n
ye KHuun-e-shahiidaa.n hai ki zar-KHaana-e-jam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye ruu-e-daraKHshaa.n ye zulfo.n ke saa.e
ye ha.ngaama-e-sub.h-o-shaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
muhaal hai ki mire ghar vo raat ko aa.e
ki shab ko mehr-e-daraKHshaa.n nazar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
mat kaho qismat hai apnii be-dilii naaguftanii
phir sahar hogii daraKHshaa.n phir bhale aa.e.nge log
Kishwar Naheed
Ghazal
Ahmad Adil
Ghazal
taabaa.n hai dil me.n mahr-e-daraKHshaan-e-ma.arifat
nuur-ul-quluub hai ye hamaarii ziyaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
Pallav Mishra
Ghazal
tuluu-e-mahr-e-daraKHshaa.n kii ik alaamat hai
uThaa.e sham-e-yaqii.n us kaa daar par jaanaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ham chaahte the maah-e-daraKHshaa.n ko dekhnaa
us ne hame.n dariiche se chehra dikhaa diyaa