SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-mandii"
Ghazal MATCHES FOR "dard-mandii"
Ghazal
yahii meraa sher-o-naGma yahii merii fikr-o-hikmat
jo suruu-o-dard-mandii dil-e-be-qaraar me.n hai
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dard-mandii par jo qaa.em ho.n unhe.n
nuur-afzaa chashm-e-tar detaa hai ishq
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
dard-mandii bhii mohabbat bhii ravaadaarii bhii
kaam kitnaa dil-e-naakaam se vaabasta hai
Shama Zafar Mehdi
Ghazal
shahd lahja inkisaarii dard-mandii aur faiz
KHuubiyaa.n ho.n ye to sab kaa dil churaa sakte hai.n ham
Sapna Jain
Ghazal
Ishrat Qadri
Ghazal
Maqsood Nashtari
Ghazal
aa.nkho.n me.n dard-mandii ho.nTo.n pe uzr-KHvaahii
jaanaana vaar aa.ii shaam-e-firaaqyaara
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'hayaa' Thikaanaa bhii kuchh aisii dard-mandii kaa
ki lab tak aa.e na ik harf aur fuGaa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Ghazal
kuchh na kuchh ho hii rahegaa dard-mandii kaa ma.aal
jaan ke dushman tujhii ko ham pukaare jaa.e.nge
Asar Lakhnavi
Ghazal
dard-e-dil ke vaaste paidaa kiyaa insaan ko
dard-mandii se bashar phir be-niyaazii kyaa kare
Farooq Ahmad Batt
Ghazal
kitne jauhar kar diye paidaa ma.aal-e-ishq ne
dil me.n kaisaa soz kaisii dard-mandii ho ga.ii
Wajd Chughtai
Ghazal
rahm jab kartaa nahii.n naalo.n se phir kyaa faa.eda
dard-mandii bulbul-e-naalaa.n se kyaa sayyaad ko
Ibraheem Aajiz
Ghazal
dard-mandii kii fazaa ham to kare.nge qaa.em
sehn-e-dil-daar liye aks-e-fuGaa.n ho ki na ho