SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-mandii"
Nazm MATCHES FOR "dard-mandii"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai jaan-e-dard-mandii o iimaan-e-aarzuu
ai sham-e-tuur o yuusuf-e-kan.aan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
pat-jhaD
vo merii dard-mandii vo KHamoshii vo kam-aamezii
vo ashko.n kii dil-aavezii
Obaidur Rahman Azmi
Nazm
hamari ruh ka naghma kahan hai?
vo dard-e-aarzuu
jo larza-bar-andaam thaa pahnaa.e aalam me.n
Sajida Zaidi
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
dard-ma.nd is ke 'premchand' rahe
jin ke baa.is javaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
hum shair hote hain
ham paidaa karte hai.n
ham giilii miTTii ko muTThii me.n bhii.nchaa karte hai.n
Waheed Ahmad
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm se har chand tujh ko kam kiyaa hai bahra-mand
lekin is se ho na ai ma.asuum aurat dard-mand
Josh Malihabadi
Nazm
globalization
ka.ii sadii kii mashaqqat pe fikrmand hu.e
KHayaal-e-yaar fazaa.o.n ke dard-ma.nd hu.e
Afroz Alam
Nazm
gandhi
bad-haal the jo un ko uThaane ke vaaste
ai dard-ma.nd qalb tiraa be-qaraar thaa
Dharmpal Aaqil
Nazm
doshiza malan
shaa.er kaa dil hai muft me.n kyuu.n dard-ma.nd ho
ik gul idhar bhii nazm agar ye pasand ho
Kaifi Azmi
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
auro.n kaa hai payaam aur meraa payaam aur hai
ishq ke dard-ma.nd kaa tarz-e-kalaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
bulbul
ki dard-ma.nd dilo.n kii ko.ii sadaa samjhuu.n
sivaa ik aah ke saamaan-e-hast-o-buud hai kyaa