SEARCH RESULTS
Showing search results for "dasht-e-Gazal"
Ghazal MATCHES FOR "dasht-e-Gazal"
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
dasht-e-ehsaas ko.ii tishnagii taarii hai magar
ye mirii saa.ns jo har pyaas se 'aarii hu.ii hai
Zakia Ghazal
Ghazal
bahut buraa hu.aa is baar dasht-e-hijrat me.n
hai.n dar-ba-dar ye qadam aur zamii.n zamii.n aa.nkhe.n
Zakia Ghazal
Ghazal
ye kaun rauzan-e-zindaa.n se jhaa.nktaa hai 'Gazal'
ye kaun qaid hu.aa be.Diyaa.n banaate hu.e
Zakia Ghazal
Ghazal
KHvaabo.n ke zaKHm aa.nkh se risne lage 'Gazal'
ye dard-e-jaa.n bhii qalb-e-hazii.n ke nahii.n rahe
Zakia Ghazal
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
be-zamiinii kii KHalish kaa.nch sii chubhtii hai 'Gazal'
aur ye Gam Gam-e-pindaar hu.aa jaataa hai
Zakia Ghazal
Ghazal
KHvaabo.n ke zaKHm aa.nkh se risne lage 'Gazal'
ye dard-e-jaa.n bhii qalb-e-hazii.n ke nahii.n rahe
Zakia Ghazal
Ghazal
ye fikr-o-fahm 'Gazal' mere musta'aar nahii.n
mai.n apnii zaat ke 'aib-o-hunar me.n zinda huu.n
Zakia Ghazal
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
ahl-e-chaman ye kahte hai.n aage ba.Dhuu.n 'Gazal'
ab ko.ii haq chaman ye tumhaaraa nahii.n rahaa
Ghazal Ansari
Ghazal
kis tarah aa.e yaqii.n ab tirii baato.n pe 'Gazal'
ham tirii shoKH-bayaanii se nikal aa.e hai.n
Ghazal Ansari
Ghazal
bahut udaas hai daar-o-rasan sunaa hai Gazal
ujaalo.n ke liye ik sar talaash karte hu.e
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Ghazal
qaafiyo.n aur radiifo.n me.n to pha.nsne se rahii
aise tho.De na Gazal hogii giraftaar-e-ishq
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Ghazal
haq baat kah ga.ii hai bharii bazm me.n 'Gazal'
is daur me.n ye jur.at-e-iz.haar dekhnaa
Ghazal Jafari
Ghazal
dasht-e-Gazal me.n jaane kahaa.n tak chale ga.e
suu-e-Gazaal qaafiya bhaage jo raat bhar