SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-pasand"
Ghazal MATCHES FOR "dil-pasand"
Ghazal
Mateen Amrohwi
Ghazal
mujh ko na dil pasand na vo bevafaa pasand
dono.n hai.n KHud-Garaz mujhe dono.n hai.n naa-pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
mujh ko na dil pasand na dil kii ye KHuu pasand
pahluu se mere jaa.e dil-e-aarzuu-pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
fazaa-e-KHanda-e-gul tang o zauq-e-aish be-parvaa
faraaGat-gaah-e-aaGosh-e-vidaa-e-dil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-pasand-e-nigah-e-naaz-e-butaa.n hai 'taufiiq'
ain but-KHaane me.n ka.abe ne jagah paa.ii hai
Taufeeq Hyderabadi
Ghazal
majnuu.n kii chaal lailaa agar do-qadam chale
taabuut dil-pasand ho mahmil se dil uchaaT
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
b.a bhii paas ho.n mile biibii bhii dil-pasand
mehnat kii hai vo baat ye qismat kii baat hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
use shikastagii-e-dil pasand hai 'mahmuud'
shikastagii se na Dariye shikastagii hai to kyaa
Mahmood rae Barelvi
Ghazal
mirii nazar ki tarah dil parind ojhal hai
har ek KHvaab kaa haasil parind ojhal hai
Shahid Jameel
Ghazal
fasaana-e-Gam-e-dil aap ko sunaa dete
Guruur-e-husn ko ham aur kuchh ba.Dhaa dete
Shameem Fatima Jafari
Ghazal
fasaana-e-Gam-e-dil muKHtasar nahii.n hotaa
ab us galii se hamaaraa guzar nahii.n hotaa
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
chale aa.e hariim-e-naaz se vo kho.e kho.e se
jazaak-allaah unhe.n iKHfaa-e-haal-e-dil pasand aayaa
Bismil Dehlavi
Ghazal
de de.n abhii kare jo ko.ii KHuub-ruu pasand
ham ko nahii.n pasand dil-e-aarzuu-pasand
Naseem Bharat Puri
Ghazal
paikaa.n ko zahr hii me.n bujhaa le vo but kahii.n
hogaa na tauf-e-kaa'ba-e-dil be-vuzuu pasand
Rasikh Dehlvi
Ghazal
ye meraa dil mirii aa.nkhe.n ye mere KHvaab azaab
uThaa ai ishq tujhe jo bhii hai KHiraaj pasand
Zubair Qaisar
Ghazal
likhtii huu.n mai.n kahaaniyaa.n afsaane tabsire
lekin hai mere dil ko bahut shaa.irii pasand