SEARCH RESULTS
Showing search results for "dubo.e"
Ghazal MATCHES FOR "dubo.e"
Ghazal
do-jahaa.n ko laa Dubo.e vo zaraa sii aabjuu me.n
tirii chashm-e-surmagii.n ko jo ko.ii pur-aab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
aa.nkho.n kii kashtiyo.n me.n safar kar rahe hai.n vo
jin dosto.n ne dil ke safiine Dubo.e the
Bashir Badr
Ghazal
dard kaisaa jo Dubo.e na bahaa le jaa.e
kyaa nadii jis me.n ravaanii ho na gahraa.ii ho
Irfan Siddiqi
Ghazal
chahaar samt bas ik be-karaa.n samundar hai
bataa.e.n kyaa ki safiine kahaa.n Dubo.e the
Ghazanfar
Ghazal
mai.n shaam ke hisaar me.n jak.Daa hu.aa saa huu.n
manzar mire lahuu me.n Dubo.e hu.e se hai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
ye ruud-e-KHvaab nahii.n maKHmase kaa dariyaa hai
Dubo.e ishq kabhii josh me.n uchhaale mujhe
Azad Husain Azad
Ghazal
kyaa un ko Dubo.e kisii dariyaa kii ravaanii
ye shahr to kuuze ke samundar nikal aa.e
Abbas Tabish
Ghazal
ab halqa-e-girdaab hii aaGosh-e-sukuu.n hai
saahil se bahut duur Dubo.e hai.n safiine
Zahida Zaidi
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
varaq-e-sa.ng pe tahriir kare.n naqsh-e-muraad
aur bahte hu.e dariyaa me.n Dubo.e jaa.e.n
Ram Riyaz
Ghazal
Sarfraz Nawaz
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
baiThe baiThe us ne naddii me.n Dubo.e paa.nv aur
dekhte hii dekhte dono.n kinaare mil ga.e
Aamir Ata
Ghazal
Dubo.e detaa hai KHud-aagahii kaa baar mujhe
mai.n Dhaltaa nashsha huu.n mauj-e-tarab ubhaar mujhe
Anwar Siddiqui
Ghazal
in paaniyo.n kisii ko Dubo.e na sharm-e-shauq
mai.n aab aab us kii taraf dekhtaa nahii.n