SEARCH RESULTS
Showing search results for "fard-e-jurm"
Ghazal MATCHES FOR "fard-e-jurm"
Ghazal
mai.n fard-e-jurm terii tayyaar kar rahaa huu.n
ai aasmaan sun le hushyaar kar rahaa huu.n
Obaid Siddiqi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
ai 'jurm' dard-o-ishq kaa milnaa nahii.n hai khel
jab tak kisii bashar ko ye ne.amat KHudaa na de
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
ab samajh-buujh ke is daur me.n piinaa ai 'jurm'
ra.ng achchhaa nazar aataa nahii.n maiKHaane kaa
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
munsif ke bhii gale me.n hai ik tauq-e-fard-e-jurm
insaaf kis se maa.ngte ham se gunaahgaar
Zehra Nigaah
Ghazal
ik mauj-e-KHuun-e-KHalq thii kis kii jabii.n pe thii
ik tauq-e-fard-e-jurm thaa kis ke gale me.n thaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
likhii ga.ii hai mirii fard-e-jurm aur jagah
liye ga.e hai.n gavaahaan ke bayaan kahii.n
Asif Shafi
Ghazal
'mohsin' pe fard-e-jurm lagaa.e.n to kis tarah
maa'suum gar nahii.n hai gunahgaar bhii nahii.n
Mohsin Bhopali
Ghazal
ho ek fard to ho fard-e-jurm bhii aayad
sitamgarii to yahaa.n kaarobaar sab kaa hai
Zafar Moradabadi
Ghazal
vo fard-e-jurm hii ai munsifo nahii.n merii
mujhe ye faisle jis par sunaa.e jaate hai.n
Mubeen Mirza
Ghazal
aadam kii fard-e-jurm viraasat banii 'shahaab'
jannat ke mai-kade se u.Daayaa nasha hai dil
Manzar Shahab
Ghazal
hai fard-e-jurm hii mere KHilaaf ai 'abraar'
mizaaj us kaa ye sunte hai.n munsifaana hai