SEARCH RESULTS
Showing search results for "farog-e-lab-e-baam"
Ghazal MATCHES FOR "farog-e-lab-e-baam"
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
dil mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam nahii.n hai
paiGaam ba-andaaz-e-paiGaam nahii.n hai
Nazar Hyderabadi
Ghazal
KHvaab dekhuu.n ko.ii mahtaab lab-e-baam utre
yuu.n bhii ho jaa.e muraad-e-dil-e-naakaam utre
Sahba Waheed
Ghazal
nazzaara jo hotaa hai lab-e-baam tumhaaraa
duniyaa me.n uchhaltaa hai bahut naam tumhaaraa
Ahsan Marahravi
Ghazal
tanhaa.iyo.n me.n jab vo lab-e-baam aa.e hai.n
sharmindagii se shams-o-qamar jhilmilaa.e hai.n
Salman Kazmi
Ghazal
bichchhaa hai palang aaj lab-e-baam kisii kaa
ta.Dpaa.egaa shab-bhar mujhe aaraam kisii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kal shaam lab-e-baam jo vo jalva-numaa thaa
kis shauq se mai.n duur kha.Daa dekh rahaa thaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
us kuu mai.n hu.e ham vo lab-e-baam na aayaa
ai jazba-e-dil tuu bhii kisii kaam na aayaa
Taskeen Dehlavi
Ghazal
be-parda ho ke jab vo lab-e-baam aa gayaa
aa.nkho.n pe merii diid kaa ilzaam aa gayaa
Amjad Mirza Amjad
Ghazal
dekhe kahii.n mujh ko to lab-e-baam se haT jaa.e
is vaz.a se us kii miraa dil kyuu.nki na phaT jaa.e
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
bahaar-e-zaKHm-e-lab-e-aatishii.n hu.ii mujh se
kahaanii aur asar-aafrii.n hu.ii mujh se
Aatif Kamal Rana
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
mamnuun-e-gesuu-o-lab-o-ruKHsaar kaun hai
mujh saa shahiid-e-taala-e-bedaar kaun hai
Vafa Malikpuri
Ghazal
tabassum-e-lab-e-KHandaa.n ke saath saath chalo
suruur-e-shoKHii-e-pinhaa.n ke saath saath chalo
Bismil Aazmi
Ghazal
sochte hii nahii.n arbaab-e-junuu.n is ke sivaa
zikr-e-la.al-e-lab-o-ruKHsaar nikal hii aaya
Yawar Warsi
Ghazal
kaakul-o-chashm-o-lab-o-ruKHsaar kii baate.n karo
zulmat-e-dauraa.n me.n husn-e-yaar kii baate.n karo