SEARCH RESULTS
Showing search results for "iisaar-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "iisaar-e-mohabbat"
Ghazal
adab-aamoz-e-mohabbat hai mohabbat merii
varna khaataa tire to.De hu.e paimaa.n kii qasam
Asar Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Asar
Ghazal
ma.abad-e-dil me.n parastaar-e-mohabbat huu.n 'asar'
ravish-e-kaafir-o-dii.n-daar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
bajaa ki hissa-e-haq bhii na mil sakaa lekin
'asar' udaas na ho apnaa dil kushaada kar
Mahfooz Asar
Ghazal
Gam-e-zamaana se fursat kahaa.n 'asar-saahab'
du.aa ko haath jo apne liye uThaa.uu.n mai.n
Mahfooz Asar
Ghazal
aib-juu.ii me.n shab-o-roz guzaare.n jo 'asar'
apne kirdaar pe kab un kii nazar hotii hai
Mahfooz Asar
Ghazal
patthar samajh rahe the asar jis ko log vo
tarshaa gayaa to raunaq-e-baazaar ho gayaa
Mahfooz Asar
Ghazal
Dubo.egaa hame.n sail-e-sitam 'asar' kaise
zamaane bhar kii du'aa to hamaare saath me.n hai
Mahfooz Asar
Ghazal
aa.nkho.n me.n ashk dil me.n KHalish soz aah me.n
hai ik jahaan-e-dard mohabbat kii raah mai.n
Nazeer Asar
Ghazal
iisaar-o-mohabbat ke nishaanaat jo ubhre
kirdaar kii ta.amiir hu.ii aur ziyaada
Zaheerunnisa Nigar
Ghazal
ha.ngaam-e-girya aah se naadaa.n 'asar' hazar
u.Dtaa hai ashk jaise sharaara kabhii kabhii
Asar Lakhnavi
Ghazal
ab haath malte hai.n ki dam-e-arz-e-maajraa
kahne kii baat dhyaan se kaisii utar ga.ii
Asar Lakhnavi
Ghazal
lazzat-e-dard se vaaqif thaa dil-e-zaar 'asar'
varna mar jaanaa tire hijr me.n dushvaar na thaa
Asar Lakhnavi
Ghazal
jhaa.D kar daaman 'asar' jis bazm se uTh aa.e the
aaj phir dekhe ga.e hazrat udhar jaate hu.e