SEARCH RESULTS
Showing search results for "juu-e-kam"
Ghazal MATCHES FOR "juu-e-kam"
Ghazal
juu-e-kam-aab se ik tez saa jharnaa hu.aa mai.n
terii jaanib huu.n ravaa.n shor machaataa hu.aa mai.n
Rafiq Raaz
Ghazal
gahre samundaro.n se jinhe.n thii.n shikaayate.n
juu-e-kam-aab me.n vahii kashtii chalaa ga.e
Nadim Balkhi
Ghazal
vo baadal hai to kyuu.n hai juu-e-kam-aab
samundar hai to kyuu.n par taultaa hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
visaal-o-hijr kii hasrat me.n juu-e-kam-maaya
kabhii kabhii kisii sahraa me.n jaa nikaltii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
vaqt hai mere ta.aaqub me.n chhupaa le mujh ko
juu-e-kam-aab qasam tujh ko tire paanii kii
Shabnam Rumani
Ghazal
vaqt hai mere ta.aaqub me.n chhupaa le mujh ko
juu-e-kam-aab qasam tujh ko tire paanii kii
Shabnam Rumani
Ghazal
hamaarii tishna-labii par na jaa ki ham aksar
samundaro.n ko bhii juu-e-kam-aab likhte hai.n
Unwan Chishti
Ghazal
abhii to juu-e-tunuk-aab se hii ham bhii 'fazaa'
kahaa.n milaa tire aahang kaa bahaa.o hame.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na raas aa.ii kabhii mujh ko bazm-e-kam-nazaraa.n
'fazaa' bhii baiTh ke in paagalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
le kaam mujh se saKHt u.Daano.n kaa tuu magar
pahle mirii nigaah mire baal-o-par bhii dekh
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zaraa sii der Thahar jaa.o jugnu.o.n aa kar
hamaare ghar me.n charaaGo.n kii raushnii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
jo kuchh mataa-e-dil thii vo sab KHatm ho ga.ii
ab kaarobaar-e-shauq ke qaabil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
va.ada kar ke bhii na tum aa.o tumhaaraa iKHtiyaar
ham kare.nge raat-din phir bhii tumhaaraa intizaar
Naresh M. A
Ghazal
uThaa ke haath ye mausam ne bad-du'aa dii hai
ki ab ke fasl jo aa.e vo be-samar aa.e