SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabaat"
Ghazal MATCHES FOR "kharaabaat"
Ghazal
udaas udaas hai.n sham.e.n bujhe bujhe saaGar
ye kaisii shaam-e-KHaraabaat ho ga.ii pyaare
Habib Jalib
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiye
bhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dil to bechain hai iz.haar-e-iraadat ke liye
kisii jaanib se kuchh iz.haar-e-karaamaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
phir vahii jaa.n-ba-labii lazzat-e-mai se pahle
phir vo mahfil jo KHaraabaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yuu.n chaTaktii hai.n KHaraabaat me.n jaise kaliyaa.n
tishnagii saaGar-e-labrez se Takraatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mast aa.nkho.n se bhii ham pyaas bujhaa sakte hai.n
baKHshish-e-miir-e-KHaraabaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
masjid me.n imaam aaj hu.aa aa ke vahaa.n se
kal tak to yahii 'miir' KHaraabaat-nashii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
le jaatii hai us samt hame.n gardish-e-dauraa.n
ai dost KHaraabaat se kyaa kaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shaam se sub.h talak chalte hai.n jaam-e-mai-e-aish
KHuub hotii hai basar ahl-e-KHaraabaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
vo ahd-e-javaanii vo KHaraabaat kaa aalam
naGmaat me.n Duubii hu.ii barsaat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
chhoTe bhaa.ii se bhii jazbaat nahii.n milte hai.n
KHuun miltaa hai KHayaalaat nahii.n milte hai.n
Mehshar Afridi
Ghazal
aa.iin-e-KHaraabaat mo'attal hai to kuchh roz
ai rind-e-balaa-nosh-o-tahii-jaam taras bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
kahtaa hai 'adam' mujh ko har ik gosha-e-hastii
aayaa hai to kuchh sair-e-KHaraabaat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
munqalib suurat-e-haalaat bhii ho jaatii hai
din bhale ho.n to karaamaat bhii ho jaatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
saaGar-e-baada-e-gul-ra.ng to kuchh duur nahii.n
nigah-e-piir-e-KHaraabaat se Dar lagtaa hai