SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabaat"
Nazm MATCHES FOR "kharaabaat"
Nazm
lenin
mai-KHaana kii buniyaad me.n aayaa hai tazalzul
baiThe hai.n isii fikr me.n piiraan-e-KHaraabaat
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
dar-o-diivaar-e-KHaraabaat vahii hai.n lekin
na kahii.n qulqul-e-miinaa hai na gul-baa.ng-e-subuu
Ahmad Faraz
Nazm
programme
aur shaam ko vo mard-e-KHudaa rind-e-KHaraabaat
rahmat-kada-e-baada-faroshaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
gujraat ki raat
mere siine me.n idhar zulf-e-mu.attar kaa hujuum
aah vo zulf ki aavaara KHaraabaat kii raat
Akhtar Shirani
Nazm
aatish-e-KHamosh
kis daur me.n aa.e hai.n ham ai majlis-e-saaqii
jab ri.nd-e-KHaraabaat-nashii.n ho ga.e mad.hosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
waqt katib hai
ab KHaraabaat me.n KHaakistar-e-KHvaab
Dhuu.nDhtii phirtii hai hone kaa subuut
Zia Jalandhari
Nazm
mukafat
aa.o ki rasm-e-ahl-e-KHaraabaat hai yahii
har ishq-e-saKHt-jaa.n kii mukaafaat hai yahii
Muneebur Rahman
Nazm
KHwabida
tum bataa.o
ki vo kis jahaan-e-KHaraabaat se raushnii kii qataaro.n ko qarzo.n kii suurat me.n le kar
Mahrukh Ali Mahi
Nazm
nazr-e-sauda
gulshan qafas bahaar garebaa.n junuu.n KHirad
marbuut in se bazm-e-KHaraabaat ho ga.ii
Sahba lakhnavi
Nazm
faisla
'aariz-o-lab ke KHaraabaat kahaa.n tak dogii
paa.nv kamzor hai.n tum saath kahaa.n tak dogii
Balraj Bakhshi
Nazm
dard aaega dabe panw
raat-bhar jin se tiraa KHuun-KHaraabaa hogaa
ja.ng Thahrii hai ko.ii khel nahii.n hai ai dil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
KHaraabo.n kaa majzuub thaa jin
me.n ko.ii sadaa ko.ii jumbish
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
ki jism to.D diye jaa.e.n un ke taaki mile
churaane vaalo.n ko KHairaat maagh-mele kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wirsa
aur ye haq ko.ii taariiKH kii KHairaat nahii.n
tere aur mere rafiiqo.n ne lahuu de de kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaghaz
kin KHayaalaat me.n yuu.n rahtii ho kho.ii kho.ii
chaa.e kaa paanii patiilii me.n ubal jaataa hai