SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kharaabaat"
Nazm
lenin
guftaar ke usluub pe qaabuu nahii.n rahtaa
jab ruuh ke andar mutalaatum ho.n KHayaalaat
Allama Iqbal
Ghazal
udaas udaas hai.n sham.e.n bujhe bujhe saaGar
ye kaisii shaam-e-KHaraabaat ho ga.ii pyaare
Habib Jalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kharaabaat"
Ghazal
dil to bechain hai iz.haar-e-iraadat ke liye
kisii jaanib se kuchh iz.haar-e-karaamaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
phir vahii jaa.n-ba-labii lazzat-e-mai se pahle
phir vo mahfil jo KHaraabaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yuu.n chaTaktii hai.n KHaraabaat me.n jaise kaliyaa.n
tishnagii saaGar-e-labrez se Takraatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mast aa.nkho.n se bhii ham pyaas bujhaa sakte hai.n
baKHshish-e-miir-e-KHaraabaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Kulliyat
niklii jo thii to bint-e-inab aasima hii thii
ab to KHaraab ho ke KHaraabaat bhii ga.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
masjid me.n imaam aaj hu.aa aa ke vahaa.n se
kal tak to yahii 'miir' KHaraabaat-nashii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
le jaatii hai us samt hame.n gardish-e-dauraa.n
ai dost KHaraabaat se kyaa kaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shaam se sub.h talak chalte hai.n jaam-e-mai-e-aish
KHuub hotii hai basar ahl-e-KHaraabaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
vo ahd-e-javaanii vo KHaraabaat kaa aalam
naGmaat me.n Duubii hu.ii barsaat kaa aalam






