SEARCH RESULTS
Showing search results for "laaf"
Ghazal MATCHES FOR "laaf"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
'momin' ye laaf-e-ulfat-e-taqvaa hai kyuu.n magar
dillii me.n ko.ii dushman-e-iimaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
shaane kii har zabaa.n se sune ko.ii laaf-e-zulf
chiire hai siina raat ko ye muu-shigaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Gair kii laaf-zanii par bhii rahe paas-e-adab
ko.ii a.ngusht-ba-dandaa.n ho zaruurii to nahii.n
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
vo dahan huu.n na niklaa harf-e-Guruur
vo zabaa.n huu.n na jis se laaf hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n bhii huu.n baadiya-paimaa-e-junuu.n ai majnuu.n
is qadar aage mire laaf-zanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
kyuu.n KHaraabaat me.n laaf-e-hama-daanii vaa'iz
kaun suntaa hai tirii harzaa-bayaanii vaa'iz
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
laaf na maar ai raqiib majlis-e-ushshaaq me.n
dil mane begaana hai tujh satii vo aashnaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
vo lan-taraaniyaa.n na vo laaf-o-gazaaf thaa
vo aa gayaa to bazm kaa aalam hii aur thaa
Rafeeq Jabir
Ghazal
nuur-e-mah ko shab tah-e-abr-e-tunak kyaa laaf thaa
baal us mukh.De se uTh jaate to matlaa saaf thaa