SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhfii"
Ghazal MATCHES FOR "makhfii"
Ghazal
ham se maKHfii nahii.n kuchh rahguzar-e-shauq kaa haal
ham ne ik umr guzaarii hai havaa khaane me.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
u.ngliyo.n me.n utar aa.e hai.n basaarat ke rumuuz
tiirgii me.n rahe maKHfii ye hunar kis kaa hai
Aabid Jafri
Ghazal
is me.n taskiin kaa pahluu na kahii.n maKHfii ho
ab tabii.at na.e andaaz se ghabraa.ii hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
sab ek duusre kii har baat jaante hai.n
maKHfii nahii.n kisii kaa achchhaa buraa kisii se
Anwar Shuoor
Ghazal
qaabil-e-diid hai us ghar kaa bhii viiraa.n honaa
jis ke har gosha me.n maKHfii thaa bayaabaa.n honaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
zindagii maut me.n maKHfii hai yaqiinan apnii
misl-e-parvaana chalo ham bhii to jal kar dekhe.n
Saadullah Shah
Ghazal
maKHfii hai is me.n raaz-e-baqaa-e-hayaat-e-ishq
kyaa puuchhte ho haal dil-e-be-qaraar kaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
Asif Banarsi
Ghazal
mat samajhnaa inhe.n kam-maaya Ganii hai.n ye log
kanz-e-maKHfii hai har ik saahib-e-iimaan ke paas
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
'maKHfii' panaah-e-chaadar-e-zehraa na chho.Dnaa
ta.aliim-e-nau sunaa hai ki dushman hayaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
Alimullah
Ghazal
maKHfii bhii thaa visaal kaa vo baab-e-muKHtasar
kuchh dil bhii mahv hijr ke asbaaq me.n rahaa
Ejaz Gul
Ghazal
Syed Moinuddin Makhfi
Ghazal
KHushbuu se 'muhib' khelo kyaa uud ko rote ho
is ahd kii nazro.n se maKHfii hai malaal apnaa
Muhib Aarfi
Ghazal
baahar nahii.n ko.ii bhii mirii had-e-nazar se
maKHfii hai ko.ii ko.ii numaayaa.n mire aage
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Syed Moinuddin Makhfi
Ghazal
bedaariyo.n me.n aa.ii.n nazar ye to hai muhaal
maKHfii hai.n vaqt-e-KHvaab ba-dastuur pi.nDliyaa.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
jo javaanii me.n hu.aa us ko bhulaa diije bhalaa
aalam-e-piirii hai 'maKHfii' paarsaa ban jaa.iye