SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhluuq"
Ghazal MATCHES FOR "makhluuq"
Ghazal
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam hai
ik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
so tujh saa hai ko.ii KHaaliq na mujh sii hai maKHluuq
na ko.ii teraa hai saanii na ko.ii meraa badal
Ahmad Faraz
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
is vaqt se kyaa hai mujhe to charaaG-e-vaqf
maKHluuq jab jahaa.n me.n nasiim-o-sabaa na thii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ashraf-ul-maKHluuq kahte hai.n usii majbuur ko
jis kaa ko.ii kaam be-dast-e-du.aa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
KHamoshii to.D de ai KHaaliq-e-arz-o-samaa ab
tirii maKHluuq ban baiThii KHudaa hai intihaa hai
Tahir Adeem
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo bhii dhartii pe utaarii hu.ii maKHluuq hii hai
jis kaa kaaTaa hu.aa insaan na paanii maa.nge
Shahid Kabir
Ghazal
saarii maKHluuq tamaashe ke liye aa.ii thii
kaun thaa siikhne vaalaa hunar-e-parvaana
Shahzad Ahmad
Ghazal
ek maKHluuq ko jhuknaa thaa mire qadmo.n par
mere mahkuum farishte mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
kahaa taKHliiq-e-fan bole bahut dushvaar to hogii
kahaa maKHluuq bole baa.is-e-aazaar to hogii
Aitbar Sajid
Ghazal
paayaa na taqarrub kisii maKHluuq ne aisaa
jaisaa ki milaa shaah ko rutba shab-e-me.araaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
vo zaat hai vaahid vo hii KHaaliq vo hii raaziq
maKHluuq ne par us ko diye naam bahut hai.n
Chand Akbarabadi
Ghazal
mujh se badnaam hu.e shiisha-o-jaam-o-sahbaa
kyaa kahegii mujhe maKHluuq-e-KHudaa mere ba.ad