SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhluuq"
Nazm MATCHES FOR "makhluuq"
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
kyuu.n KHaaliq o maKHluuq me.n haa.il rahe.n parde
piiraan-e-kaliisaa ko kaliisaa se uThaa do
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
hamaare shahro.n kii majbuur o be-navaa maKHluuq
dabii hu.ii hai dukho.n ke hazaar Dhero.n me.n
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo kuuze mere dast-e-chaabuk ke putle
gil-o-ra.ng-o-roGan kii maKHluuq-e-be-jaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
kabhii jaam o miinaa kii lim tak na pahu.nchii.n
yahii aaj is rang o roGan kii maKHluuq-e-be-jaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
tasalsul
dafn kar degaa jo KHaaliq ko bhii maKHluuq samet
aur ye aabaadiyaa.n ban jaa.e.ngii phir ret hii ret
Ahmad Faraz
Nazm
qaht-e-bangal
iflaas kii maarii hu.ii maKHluuq sar-e-raah
be-gor-o-kafan KHaak-ba-sar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
lamha-e-ghanimat
muskuraa ai zamiin tiira-o-taar
sar uThaa ai dabii hu.ii maKHluuq
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhe kahna hai
mujhe bas itnaa kahnaa hai
ki ham ko aasmaano.n yaa KHalaa.o.n kii ko.ii maKHluuq mat samjho
Bashar Nawaz
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
lafz kii minminaahaT se paak
andhe sayyaaro.n ke Takraa.o kii maafauq-e-samaa.at ga.Dga.DaahaT
Ahmad Javaid
Nazm
ahd-e-hazir ki dil-ruba maKHluq
ek ik shai kaa kar rahii hai hisaab
ahd-e-haazir kii dil-rubaa maKHluuq!
Shahryar
Nazm
raat shahr aur uske bachche
Garq baazuu-basta chup
maKHluuq KHudaa jo gol kaalii gahrii aa.nkho.n ke