SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhluuq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "makhluuq"
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
kyuu.n KHaaliq o maKHluuq me.n haa.il rahe.n parde
piiraan-e-kaliisaa ko kaliisaa se uThaa do
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "makhluuq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "makhluuq"
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
kabhii jaam o miinaa kii lim tak na pahu.nchii.n
yahii aaj is rang o roGan kii maKHluuq-e-be-jaa.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam hai
ik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
so tujh saa hai ko.ii KHaaliq na mujh sii hai maKHluuq
na ko.ii teraa hai saanii na ko.ii meraa badal
Ahmad Faraz
Nazm
tasalsul
dafn kar degaa jo KHaaliq ko bhii maKHluuq samet
aur ye aabaadiyaa.n ban jaa.e.ngii phir ret hii ret