SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashaqqat"
Ghazal MATCHES FOR "mashaqqat"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kuchh to mushkil hai bahut kaar-e-mohabbat aur kuchh
yaar logo.n se mashaqqat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
suKHan-aaraa.ii kii suurat to nikal saktii hai
par ye chakkii kii mashaqqat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
ye maathe par pasiine kii jo larzish tum ne dekhii
ye ik chehre pe laa-haasil mashaqqat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
ai raat mujhe maa.n kii tarah god me.n le le
din bhar kii mashaqqat se badan TuuT rahaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
kaam aa.ii kohkan kii mashaqqat na ishq me.n
patthar se juu-e-shiir ke laane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
tamaam din kii mashaqqat-bharii takaan ke ba.ad
tamaam raat mohabbat se phir jagaa.uu.n use
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
kise pa.Dii hai mashaqqat vahaa.n kare ki jahaa.n
kisii se maa.ng ke khaanaa bhii ik ibaadat hai
Shaheen Bhatti
Ghazal
roz din bhar kii mashaqqat se uThaataa huu.n jise
raat hote hii vo diivaar giraa detaa huu.n
Shahid Kabir
Ghazal
badan thaa chuur miraa hijr kii mashaqqat se
so nii.nd aa.ii mujhe dard ko sulaate hu.e
Ahmad Irfan
Ghazal
mehnat mashaqqat ke alaava aur kyaa hai zindagii
din bhar bhaTaktaa hai parinda chaar daane ke liye
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
zahmat kabhii kabhii to mashaqqat kabhii kabhii
lagtii hai zindagii bhii musiibat kabhii kabhii