SEARCH RESULTS
Showing search results for "misaal-e-aa.iina"
Ghazal MATCHES FOR "misaal-e-aa.iina"
Ghazal
misaal-e-aa.iina rahnaa ko.ii mazaaq nahii.n
ki sach ko mu.nh pe hii kahnaa ko.ii mazaaq nahii.n
Dr. Azam
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
mai.n ne kahaa hare hii rahe.n umr bhar 'anaa'
kahne lage the jhaT se hii aamiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
nazar me.n tere har andaaz ko sajaa.e hu.e
misaal-e-aa.iina bhii mai.n lahuu lahuu bhii mai.n
Sadique Naseem
Ghazal
misaal-e-aa.ina raushan huu.n saarii duniyaa me.n
na aayaa phir bhii kisii kaam shahr me.n tere
Afsar Deccani
Ghazal
haq to misaal-e-aa.ina hotaa hai be-zabaa.n
baatil ke paas goyaa zabaan-e-daraaz hai
Sada Ambalvi
Ghazal
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
vo mahv huu.n ki misaal-e-habaab-e-aa.iina
jigar se ashk nikal tham rahaa hai aa.nkho.n me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa