SEARCH RESULTS
Showing search results for "naalaa-e-naaquusii"
Ghazal MATCHES FOR "naalaa-e-naaquusii"
Ghazal
shaiKH rotaa hai ise sun ke brahman yaksuu
pur-asar bas ki miraa naalaa-e-naaquusii hai
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ehqar Jhanswi
Ghazal
ai sanam naala o afGaa.n se mire shaam o sahar
dil ke but-KHaane me.n ab naGma-e-naaquusii hai
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
jo thaa so mauj-e-ra.ng ke dhoke me.n mar gayaa
ai vaa.e naala-e-lab-e-KHuunii.n-navaa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
ho muqaabil naala-e-dard-e-dil-e-ushshaaq ke
baaGbaa.n bulbul ko aisaa bhii taraanaa yaad hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
sikhaate naala-e-shab-giir ko dar-andaazii
Gam-e-firaaq kaa us charKH ko aduu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kyo.n ro.iye jo naala-e-dil-e-naa-rasaa hu.aa
ye sochiye ki jazb-e-mohabbat ko kyaa hu.aa
Shahid Siddiqui
Ghazal
ju.nbishe.n hone lagii.n parda-e-za.ngaarii me.n
naala-e-aashiq-e-dil-giir balaa hotaa hai
Aish Meeruthi
Ghazal
vo sher ho ki naala-o-aah-e-dil-e-mazluum
jo baat sar-e-daar hai vo baat ba.Dii hai
Salik Lakhnavi
Ghazal
Amjad hyderabadi
Ghazal
sad-shukr ki uTh hii ga.e vo hosh ke parde
kaam aa hii gayaa naala-e-shab-giir-e-mohabbat
Zaheen Shah Taji
Ghazal
haa.o-huu fariyaad chiiKHe.n naala-e-dil-daad-gaa.n
jhuuT hai.n saare dilaase aur sachchaa shor hai
Shahzad Nayyar
Ghazal
sach hai shevan se mire un ko pareshaanii to hai
lekin aaKHir dard-e-uzr-e-naala-e-saamaanii to hai