SEARCH RESULTS
Showing search results for "najm"
Ghazal MATCHES FOR "najm"
Ghazal
taabish me.n apnii mahr-o-mah-o-najm se sivaa
jugnuu sii ye zamii.n jo kaf-e-aasmaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
is qadar hijr me.n kii najm-shumaarii ham ne
jaan lete hai.n kahaa.n ko.ii sitaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
har najm hai ik aariz-e-raushan mire nazdiik
har zarra hai ik diida-e-biinaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
dil ko lapeT letaa hai ik reshmii.n KHayaal
jab bhii nigaah us nigah-e-narm se mile
Sameena Raja
Ghazal
thak ke girte bhii nahii.n ghar ko palaTte bhii nahii.n
najm-e-aflaak hu.e aas ke taa.ir na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
magar ek najm-e-sahar-numaa kahii.n jaagtaa
tire hijr kii shab-e-taar me.n use dekhte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
hastii ko.ii aisii bhii hai insaa.n ke sivaa aur
maz.hab kaa KHudaa aur hai matlab kaa KHudaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
tumhaare jalva-e-aqdas kaa ek partav hai
ye najm aur ye zohra ye mushtarii kyaa hai
Asghar Velori
Ghazal
pahle jo shakl nahii.n dekhii thii vo saamne laa
pahle jo naam kitaabo.n me.n nahii.n thaa likh de
Nazeer Qaisar
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
kyuu.n jaa.e 'najm' aisii fazaa chho.D kar kahii.n
rahne ko jis ke gulshan-e-hindostaa.n mile
Najm Aafandi
Ghazal
vo tak rahe hai.n azal se faraaz-e-garduu.n par
nazar kisii ko bhii najm-e-sahar nahii.n aayaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
chashm-e-sitaaraa-shumaar kushta-sadaa intizaar
diid kii ko.ii naved najm-e-sahar me.n nahii.n
Sabiha Saba
Ghazal
faroG-e-zaKHm se raushan rakhaa siyaahii ko
ataa-e-hijr ko najm-e-visaal ham ne kiyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
na.iim basra-o-baGdaad haarne ke ba.ad
miraa vajuud bhii shaayad nahii.n rahaa meraa