SEARCH RESULTS
Showing search results for "nukta-yaab"
Ghazal MATCHES FOR "nukta-yaab"
Ghazal
rage.n lakiire.n ho ga.ii.n masaam nuqte ban ga.e
badan tumhaarii yaad me.n huruuf-e-nazm ho gayaa
Qasim Yaqub
Ghazal
hai yaad mujhe nukta-e-salmaan-e-KHush-aaha.ng
duniyaa nahii.n mardaan-e-jafaa-kash ke liye tang
Allama Iqbal
Ghazal
baat ek jaisii hai hajv yaa qasiida likh
be-niyaaziyaa.n us kii ho ke aabdiida likh
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ye bhii israar ko.ii rauzan-e-dar baaz na ho
saa.ns lete raho par saa.ns kii aavaaz na ho
Ahmad Muneer
Ghazal
yak raat mai.n gayaa thaa rindaa.n ke anjuman me.n
bole ki ai havaa.ii yuu nukta ruk tuu man me.n
Qurbi Velori
Ghazal
mai.n ratjago.n ke mukammal azaab dekhuu.ngaa
kisii ne jo nahii.n dekhe vo KHvaab dekhuu.ngaa
Zaman Kanjahi
Ghazal
vaqt kii dhuup me.n jiine kii sazaa paa.ii hai
dasht-e-ehsaas me.n kaa.nTo.n se shanaasaa.ii hai
Muhib Kausar
Ghazal
Akhtar Muslimi
Ghazal
ab tak bhii paa sake na jahaa.n nukta daa.n tujhe
diivaangii ne Dhuu.nD liyaa hai vahaa.n tujhe
Aziz Warsi
Ghazal
aag ke sahraa me.n apnaa lamha lamha zard thaa
baad-e-vahshat chal rahii thii chehra chehra zard thaa