SEARCH RESULTS
Showing search results for "razzaaq"
Ghazal MATCHES FOR "razzaaq"
Ghazal
mere razzaaq se kartii hai mirii bhuuk savaal
kyaa yahii.n rizq ke vaa'de ko nibhaa saktaa hai
Sajid Raheem
Ghazal
vo jo razzaaq-e-haqiiqii hai usii se maa.ngo
rizq bar-haq hai kahii.n aur sadaa mat denaa
Iqbal Azeem
Ghazal
ye sach masal hai buto sab kaa hai KHudaa razzaaq
nasiib-e-taa.ir-e-dil hai azal se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
na ho jo banda-parvar bandagii ko bandagii us kii
janaab-e-dil KHudaa razzaaq ko.ii aur ghar dekho
Safi Aurangabadi
Ghazal
alfaaz sabr-o-shukr ke bolii me.n aa ga.e
jannat ke phal Gariib kii jholii me.n aa ga.e
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
hamaare 'azaabo.n kaa kyaa puuchhte hai.n
kabhii aap kamre me.n tanhaa rahe hai.n
Razzaq Arshad
Ghazal
Razzaq Arshad
Ghazal
kinaare mo'atabar hote muhaafiz naaKHudaa hotaa
na kashtii Duubtii ko.ii na har pal saaneha hotaa
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
har aane vaale pal se Dar rahaa huu.n
kin andesho.n me.n ghir kar rah gayaa huu.n
Razzaq Arshad
Ghazal
yuu.n hasrato.n kii bhii.D hai tanhaa.iyo.n ke paas
jaise mahal me.n daasiyaa.n shahzaadiyo.n ke paas
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
tuu har ik asfal-o-a.alaa kaa hai razzaaq kariim
ustuKHvaa.n sag ko pahu.nchtaa hai humaa se pahle
Meer Kallu Arsh
Ghazal
kis kii letaa nahii.n KHabar razzaaq
aaluudgii naa-subuur hotaa hai
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Razzaq Arshad
Ghazal
shahr apnaa hai magar log kahaa.n hai.n apne
kahne sun.ne ko zamaa.n aur makaa.n hai.n apne
Razzaq Afsar
Ghazal
maa.ngaa thaa mai.n ne kab ye jhukii gardano.n kaa Gam
razzaaq-e-Gam mujhe Gam-e-garduu.n-nishaan de
Rasheed Qaisrani
Ghazal
is samundar pe ik ilzaam hii dhar jaanaa hai
paas saahil ke mujhe pyaas se mar jaanaa hai
Razzaq Aadil
Ghazal
yuu.n khule bando.n mohabbat kaa na charchaa karnaa
baat dil kii hai use soch ke rusvaa karnaa