SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-mahtaab"
Ghazal MATCHES FOR "shab-e-mahtaab"
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
dilkash gurez-paa shab-e-mahtaab kii tarah
ye zindagii hai ek hasii.n KHvaab kii tarah
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
kahaa.n ga.e shab-e-mahtaab ke jamaal-zada
akelaa shahr me.n phirtaa huu.n mai.n KHayaal-zada
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
taare khile hu.e hai.n shab-e-maahtaab hai
ma.ashuuq ham-piyaala hai bazm-e-sharaab hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
kitne mehmaa.n shab-e-mahtaab manaane aa.e
be-amaa.n shahr me.n ham KHvaab manaane aa.e
Shaer Rumani
Ghazal
bikhre hu.e gesuu hai.n chamakte hu.e 'aariz
kuchh abr kaa hai kuchh shab-e-mahtaab kaa 'aalam
Dharampal Gupta Wafa Dehlvi
Ghazal
Ram Krishn Muztar
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
raushnii ma.aduum gahre ho chale saa.e bahut
jaane kyuu.n tum aaj kii shab mujh ko yaad aa.e bahut
Mahtab Zafar
Ghazal
jo mere shab-o-roz me.n shaamil hii nahii.n the
kirdaar vahii merii kahaanii ke liye hai.n
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
nasha kisii se bhii le luu.n 'shu.uur' aaj magar
vo roz-e-abr-o-shab-e-mahtaab kis se luu.n
Anwar Shuoor
Ghazal
mahv-e-nazzaara-e-hairat hai havaa pahlii baar
mujh pe darvaaza-e-mahtaab khulaa pahlii baar
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
dekhaa jo saaya shab me.n ye samjhaa nigaah ne
shaayad vo aaj aa ga.e va.ada nibaahane
Mahtab Alam
Ghazal
kyuu.n yaad ye sab qaht ke asbaab na aa.e
jab ham ne du.aa kii thii ki sailaab na aa.e
Mahtab Alam
Ghazal
jab na ho saath vo mah-ruu shab-e-mahtaab me.n 'aish'
kyaa uThe KHaak bataa.o shab-e-mahtaab se haz
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
ai zauq-e-diid shaan-e-shab-e-maahtaab dekh
aa.iina hai ye husn kii jaulaan-gaah kaa