SEARCH RESULTS
Showing search results for "tafriih"
Ghazal MATCHES FOR "tafriih"
Ghazal
aa.o ko.ii tafriih kaa saamaan kiyaa jaa.e
phir se kisii vaa.iz ko pareshaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
baaG kii sair na baazaar kii tafriih rahii
ham to barso.n me.n kisii din pe qadam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
na tafriih-e-aasaa.ish-e-dil kii KHvaahish
na saamaan-e-aish-o-tarab chaahte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Dher tafriih-e-tan-o-jaa.n ke lagaa do jitne
tark ik dard kii daulat nahii.n ham kar sakte
Jaleel 'Aali'
Ghazal
diivaar qafas kii ho ki ghar kii mujhe kyaa farq
tafriih ke saamaa.n ho.n mayassar to sazaa kyaa
Shariq Kaifi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
tafriih na kyuu.nkar ho havaa aa nahii.n saktii
goyaa dar o diivaar nasheman hai hamaaraa
Momin Khan Momin
Ghazal
sarguzisht-e-dil-e-tafriih-talab me.n jaanaa.n
zikr teraa kisii tafsiil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
aisaa lagtaa hai vo naadaan samajhte hai.n mujhe
jo bhii tafriih kaa saamaan samajhte hai.n mujhe
Aalam Nizami
Ghazal
aaj jin jag.ho.n kii tafriih se mahfuuz huu.n mai.n
mere haalaat mujhe kal vahaa.n pahu.nchaa.e.nge
Farooq Shafaq
Ghazal
taaza taaza phuulo.n kii rut kahtii hai
kar le.n kuchh tafriih lab-e-juu ham dono.n
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
haalat-e-vajd ke haalaat bataa baat ho to
haalat-e-haal me.n tafriih uThaate hu.e ham
Naeem Sarmad
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
jis ne bhii jaanaa ishq ko tafriih KHush rahaa
sanjiida ho ke ham to nihaayat dukhii rahe
Hasan Naim
Ghazal
tafriih ko nikle hai.n ham shahr me.n saj-dhaj ke
un ko jo shikaayat hai itnii sii shikaayat hai
Armaan Jodhpuri
Ghazal
hijr me.n dam ghuTne ko hai kuuch hai tafriih kaa
saa.ns rukne ko hai hichkii chand baar aane ko hai
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vo hiraasat me.n jo insaan liye jaate hai.n
apnii tafriih kaa saamaan liye jaate hai.n
Sardar Panchhi
Ghazal
aa.D me.n tafriih kii tum chho.D do aiyyaashiyaa.n
varna phir paanii samundar kaa bahaa le jaa.egaa