SEARCH RESULTS
Showing search results for "targiib-e-gunaah"
Ghazal MATCHES FOR "targiib-e-gunaah"
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
husn vaalo.n kii KHudaa.ii hai KHudaa.ii barham
kis ko rahm aa.e mohabbat ke gunah-gaaro.n par
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vo bosa dete nahii.n gore gore gaalo.n kaa
tumhe.n gavaah ham ai mahr-o-maah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tarGiib-e-tark-e-shauq ke parde me.n Gam-gusaar
har naqsh-e-aarzuu ko ubhaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
thii sham-e-farozaa.n kii tarGiib-e-jigar-sozii
yaa aag me.n KHud apnii jal uTThaa hai parvaana
Raza Jaunpuri
Ghazal
hauslo.n ko kabhii tarGiib-e-tag-o-taaz to do
shauq-e-manzil hai subuut-e-par-e-parvaaz to do
Samia Naseem
Ghazal
Hamdoon Usmani
Ghazal
Shakir Naiti
Ghazal
vahii lab-tishnagii apnii vahii tarGiib-e-saraab
dasht-e-ma.aluum kii ham aaKHirii had chhuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
tarGiib-e-vafaa karnaa tujhe mujh pe ravaa thaa
gar sheva jafaa kaa tiraa marGuub na hotaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
'inshaa' se shaiKH puuchhtaa hai kyaa salaah hai
tarGiib-e-baada dii hai mujhe ai javaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mai.n thak chukaa huu.n 'naaqid' tarGiib-e-zindagii se
chaahuu.n ufuq se aaKHir roz-e-faraaG nikle
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
mujh ko aaluuda rakhaa is mirii gumraahii ne
araq-e-sharm-e-gunah bhii to bahaane na diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
'ushshaaq ko tarGiib-e-mohabbat hii karegaa
jab tak hai 'hasan' bazm-e-vafaa garm rahegii
Meer Hasan
Ghazal
KHutba tarGiib-e-halaakat kaa ravaa hai ai dost
she'r kahne kii sazaa hai mujhe maa'luum na thaa