SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarvaar"
Ghazal MATCHES FOR "tarvaar"
Ghazal
mai.n isii dam tirii tarvaar se kaaTuu.ngaa galaa
teG dikhlaa ke miyaa.n aashiq-e-jaa.n-baaz se ramz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ye jo sajtii hai kaTaarii-daar mashruu kii izaar
maarne ke vaqt aashiq ke na.ngii tarvaar hai.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
myaa.n bos abhii luu.ngaa dharii rahvegii tarvaar
gaalii na sunaa sab ko tuu yaksaan samajh kar
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
kar zaKHmii nigaaho.n se ab dil pe uThaayaa haath
nezo.n kii ga.ii naubat tarvaar kii baarii hai
Wali Uzlat
Ghazal
tarvaar khii.nch ham ko dikhaate ho jab na tab
kyaa mar rahe javaa.n ko sataate ho jab na tab
Waliullah Muhib
Ghazal
tarvaar se kyaa ham ko Daraataa hai miyaa.n jaa
yaa.n aap se maujuud hai.n mar jaane ko mat chhe.D
Waliullah Muhib
Ghazal
sab ne mo.Daa hai mu.nh KHudaa na kare
terii tarvaar ham se mu.nh mo.De
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
baiThaa huu.n tire abruu-e-KHamdaar ke nazdiik
sar apnaa rakhaa huu.n usii tarvaar ke nazdiik
Ijad Burhanpuri
Ghazal
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
maqtal me.n jab vo qaatil tarvaar le ke aayaa
kahne lagaa huzuur aa le tuu hii vaar pahle
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
Tuk dekhiyo ye abruu-e-KHamdaar vahii hai
kushta huu.n mai.n jis kaa so ye tarvaar vahii hai
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab us kii tasviir banaayaa kartaa thaa
kamraa ra.ngo.n se bhar jaayaa kartaa thaa