SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarvaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarvaar"
Sher
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Paheli
ek naar tarvar se utrii maaso janam na paayo
baap kaa naa.nv jo vaa se puuchho aadho naam bataayo
Ameer Khusrau
Ghazal
mai.n isii dam tirii tarvaar se kaaTuu.ngaa galaa
teG dikhlaa ke miyaa.n aashiq-e-jaa.n-baaz se ramz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
PAGE MATCHES FOR "tarvaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarvaar"
Ghazal
ye jo sajtii hai kaTaarii-daar mashruu kii izaar
maarne ke vaqt aashiq ke na.ngii tarvaar hai.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
myaa.n bos abhii luu.ngaa dharii rahvegii tarvaar
gaalii na sunaa sab ko tuu yaksaan samajh kar
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
kar zaKHmii nigaaho.n se ab dil pe uThaayaa haath
nezo.n kii ga.ii naubat tarvaar kii baarii hai
Wali Uzlat
Ghazal
tarvaar khii.nch ham ko dikhaate ho jab na tab
kyaa mar rahe javaa.n ko sataate ho jab na tab
Waliullah Muhib
Ghazal
tarvaar se kyaa ham ko Daraataa hai miyaa.n jaa
yaa.n aap se maujuud hai.n mar jaane ko mat chhe.D
Waliullah Muhib
Ghazal
sab ne mo.Daa hai mu.nh KHudaa na kare
terii tarvaar ham se mu.nh mo.De
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
baiThaa huu.n tire abruu-e-KHamdaar ke nazdiik
sar apnaa rakhaa huu.n usii tarvaar ke nazdiik