SEARCH RESULTS
Showing search results for "tezii"
Ghazal MATCHES FOR "tezii"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sabaa-mizaaj kii tezii bhii ek ne.amat hai
agar charaaG bujhaanaa hii ek kaam na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
aaj to dhuup me.n tezii hii bahut hai varna
apne saa.e se bhii 'shahzaad' bachaa.uu.n us ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
terii aa.nkhe.n na rahii.n aa.iina-KHaana mire dost
kitnii tezii se badaltaa hai zamaana mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
vaqt kis tezii se guzraa roz-marra me.n 'muniir'
aaj kal hotaa gayaa aur din havaa hote ga.e
Muneer Niyazi
Ghazal
zaKHm sab taazaa hu.e terii judaa.ii ke kal
jab sunii ek Gazal dard-bharii shaam ke baa'd
Siddharth Saini Saad
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aap me.n bhii to rahii aatish-e-tar kii tezii
aag paanii me.n ye saaqii ne lagaa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dar hai ahl-e-kaarvaa.n kii tezii-e-raftaar se
apnii manzil bhii na kho baiThe.n kisii din josh me.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
'turaab' tum bhii to badle ho kitnii tezii se
na chaahte hu.e tum bhii magar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
kuchh ab ke hai dhuup me.n bhii tezii
kuchh ham bhii sharar ugal rahe hai.n
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
tezii se biit.te hu.e lamho.n ke saath saath
jiine kaa ik azaab liye bhaagte rahe