SEARCH RESULTS
Showing search results for "thakaa-thak"
Ghazal MATCHES FOR "thakaa-thak"
Ghazal
raat kii KHaamoshii kaa maathaa Thankaa thaa
jaane kis ke haath kaa ka.ngan khankaa thaa
Zeeshan Ilahi
Ghazal
thak thak ga.e hai.n aashiq darmanda-e-fuGaa.n ho
yaarab kahii.n vo Gaflat fariyaad-e-be-kasaa.n ho
Qalaq Merathi
Ghazal
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
jab safar ko mai.n ne thaamaa thaa ye andhaa raasta
aaj rotaa hai magar qadmo.n se lipTaa raasta
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
kal raat pii-pilaa ke ba.Dii mastiyaa.n hu.ii.n
aaKHir ko thak-thakaa ke phir apne hii ghar ga.e
Nadeem Siddiqui
Ghazal
thak thakaa kar ruk gayaa pur-josh raahii kaa safar
dhuup ke saa.e me.n jis dam garm sahraa ho gayaa
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya baiThe to thak-thakaa kar
bolaa har ik minaara tujh se hazaar guzre
Meena Kumari Naz
Ghazal
'haqqii' bechaara aaKHir thak-thakaa kar so gayaa
apne zaKHmo.n kii vo kartaa parda-daarii aur kyaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
mai.n tere paas bahut thak-thakaa ke aataa huu.n
tuu apnii god me.n le ke mujhe sulaa diyaa kar
Shakeel Azmi
Ghazal
ab na liije naam us kaa dil ki jis kii zid kiye
so gayaa hai thak-thakaa kar rote chillaate hu.e
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
Obaidurrahman Niyazi
Ghazal
Hina Ambareen
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
qaasid aane jaane me.n thak thak kar ghabraa.egaa
jaa.egaa phir aa.egaa aa.egaa phir jaa.egaa