SEARCH RESULTS
Showing search results for "to.diyo"
Ghazal MATCHES FOR "to.diyo"
Ghazal
murjhaa chukaa hai phir bhii ye dil phuul hii to hai
ab aap kii KHushii ise kaa.nTo.n me.n toliye
Rajendera Krishan
Ghazal
matlab ko to pahu.nchte nahii.n andhe ke se taur
ham maarte phire hai.n u nahii.n Tappe To.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
phuul khile hai.n likhaa hu.aa hai to.Do mat
aur machal kar jii kahtaa hai chho.Do mat
Ameeq Hanafi
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
ik roz mai.n bhii baaG-e-adan ko nikal gayaa
to.Dii jo shaaKH-e-ra.ng-fishaa.n haath jal gayaa
Sarvat Husain
Ghazal
unhe.n na toliye tahziib ke taraazuu me.n
gharo.n me.n jin ke na chuulhe na diip jalte hai.n
Sada Ambalvi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
uktaa ke ham ne to.Dii thii zanjiir-e-naam-o-na.ng
ab tak fazaa me.n hai vahii jhankaar dekhiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Naqsh Layalpuri
Ghazal
jo toliye ise kaunain kii taraazuu me.n
garaa.n ho vazn me.n na aasiyaa se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
ye gho.nsle hai.n parindo.n ke un ko mat to.Do
unhe.n dobaara banaane me.n der lagtii hai
Sardar Khan Soz
Ghazal
javaab de ke na to.Do kisii Gariib kaa dil
balaa se ko.ii saraapaa umiid-vaar rahe