SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuf"
Ghazal MATCHES FOR "tuf"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil faqr kii daulat se miraa itnaa Ganii hai
duniyaa ke zar-o-maal pe mai.n tuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
raast-kesho.n kii tuf-e-aah se Dar ai sarkash
tiir phirtaa nahii.n jis vaqt nishaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
mai.n kahtaa huu.n tuf hai aise jiine par
saa.ns kaa pahiya tere bin bhii chaltaa hai
Rana Abdurrab
Ghazal
ai aasmaan tuf hai tirii vus.ato.n pe tuf
ik KHitta is zamiin pe saaya na kar sakaa
Amaan Abbas
Ghazal
ye shaa.erii hai ko.ii tijaarat nahii.n janaab
tuf hai agar baraa.e-ifaada suKHan karuu.n
Yawar Azeem
Ghazal
tujh pe tuf hai ki tujhe husn kaa 'irfaan nahii.n
tuu ne aavaara samajh rakkhaa hai lailaa.ii ko
Fatima Husaini Makhfi
Ghazal
ye aur baat kuchh bhii tavaarud me.n aa pa.De
tuf hai jo bhiik maa.nguu.n kisii se KHayaal kii
Saleem Waqif
Ghazal
ko.ii jahaa.n me.n saahab-e-iimaa.n na ban sakaa
tuf hai ki ishq maz.hab-e-insaa.n na ban sakaa