SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaznii"
Ghazal MATCHES FOR "vaznii"
Ghazal
piis rahaa hai dil ko ik vaznii patthar
duub ko baa.nho.n me.n bhar kar mai.n ha.nstaa huu.n
Ambar Bahraichi
Ghazal
andar kii aaraa.ish-e-naazuk kyaa hogaa
baahar vaznii hai.n diivaare.n patthar kii
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
phir mujhe vazn kiyaa jaa.e shahaadat ke liye
phir adaalat me.n ko.ii le ke taraazuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
hamaare vazn-e-mohabbat me.n kuchh ho farq to ab
phir imtihaa.n kii taraazuu me.n tauliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baaT hii dil ke judaa ho.n to bhalaa kaun aaKHir
kis kaa ham-vazn ba-miizaan-e-mataalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
udaasii vazn rakhtii hai jagah bhii ghertii hai
hame.n kamre ko KHaalii chho.D kar jaanaa pa.Degaa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jo toliye ise kaunain kii taraazuu me.n
garaa.n ho vazn me.n na aasiyaa se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
vazn ab un kaa mu.ayyan nahii.n ho saktaa kuchh
barf kii tarah musalmaan ghule jaate hai.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
apnaa bhii vazn kar na sake log aur ham
ruuh-e-varaa-e-ruuh ko bhii tolte rahe
Sirajuddin Zafar
Ghazal
bahut shariif hai to 'chaa.nd' jaa ke sansad me.n
'kabir-das' kii vaanii talaash kartaa hai
Chand Akbarabadi
Ghazal
phir mujhe vazn kiyaa jaa.e shahaadat ke liye
phir adaalat me.n ko.ii le ke taraazuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Haneef Asadi
Ghazal
udaas nainaa jo baraste hai.n sahaab kii tarah
to Gam ke phuul bhii mahakte hai.n gulaab kii tarah